Teri doori ka ehsaas jab satane laga. Tere sath guzra har lamha yaad aane laga. Jab bhi bhulane ki koshish ki. Tu dil ke aur karib aane laga.
Santa: Do you know English?
Banta: Yes
Santa: Ok! Then tell what is the opposite of NAAG PANCHAMI?
Banta: So simple Yaar… NAAG DO NOT PUNCH ME.
Jab bhi kisi ko kareeb paya hai, kasam khuda ki wahin dhokha khaya hai. Kyon dosh dete hein hum kanto ko… Zakham to humne phulo se paaya hai.
Karoge yaad ek din is pyar ke zamane ko, chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko. Chalega mehfil me jab zikr hamara koi, to tum bhi tanhayi dhundoge aansu bahane ko.
Mohobbat ka imtihan aasan nahi; pyar sirf pane ka naam nahi. Muddatein beet jati hain kisi ke intezaar mein, ye sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
Tum mujhe kabhi dil kabhi aakhon se pukaro, Ye hothon ke taqaluf to zamane ke liye hain.
Dosti insan ki zaroorat hai, dilon pe dosti ki huqumat hai, aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
Ye pyari nigahein yaad rahengi, milkar na milne ki ada yaad rahegi, mumkin nahi ki main tumhe bhula dun, aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi.